Verse 1:
F F Bb F
Dekha ek khwab to yeh silsilay huye -
F F C7 F
Door tak nigahon mein hain gul khile huye.
F F Bb F
Dekha ek khwab to yeh silsilay huye -
F F C7 F
Door tak nigahon mein hain gul khile huye.
Bb Bb Bb Bb
Yeh gila hai aapki nigahon se -
C C C7 F
Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye.
F F Bb F
Dekha ek khwab to yeh silsilay huye -
F F C7 F
Door tak nigahon mein hain gul khile huye.
Verse 2:
(N.Ch.) Bb Bb
Meri saanson mein basi khushboo teri.
Bb Bb F F
Yeh tere pyaar ki hai jaadugari.
F F Bb Bb
Teri aawaz hai hawaaon mein.
Bb Bb F F
Pyaar ka rang hai fizaaon mein.
Bb Bb C C
Dhadkanon mein tere geet hain mile huye.
F F C7 F
Kya kahun ke sharm se hain lub sile huye.
F F Bb F
Dekha ek khwab to yeh silsilay huye -
F F C7 F
Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye.
Verse 3:
(N.Ch.) Bb Bb
Mera dil hai teri panaahon mein.
Bb Bb F F
Aa chhupa loon tujhe main baahon mein.
F F Bb Bb
Teri tasweer hai nigaahon mein.
Bb Bb F F
Door tak roshni hai raahon mein.
F F Bb F
Kal agar na roshni ke kaafile huye.
F F C7 F
Pyaar ke hazaar deep hain jaale huye.
F F Bb F
Dekha ek khwab to yeh silsilay huye -
F F C7 F
Door tak nigahon mein hain gul khile huye.
Bb Bb Bb Bb
Yeh gila hai aapki nigahon se -
C C C7 F
Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye.
F F Bb F
Dekha ek khwab to yeh silsilay huye -
F F C7 F
Door tak nigahon mein hain gul khile huye.
Dekha Ek Khwab (Silsila) Guitar Chords
Artikel Terkait
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
EmoticonEmoticon