Raah Pe Rahte Hain (Namkeen Kishore) Guitar Chords

G                       Em
Raah pe rahate hain, yaadon pe basar karate hain -
      C             D                     G
Khush raho aihley watan, hum to safar karate hain.
G                       Em
Raah pe rahate hain, yaadon pe basar karate hain -
      C             D                     G
Khush raho aihley watan, hum to safar karate hain.


G            Em             C
Jal gaye jo, dhoop mein to, saaya ho gaye...
G            Em             C
Jal gaye jo, dhoop mein to, saaya ho gaye -
    C       D          C          G
Aasamaan ka koyi kona, thoda so gaye.
      C              D                         G
Joh guzar jaati hai, bas, (ho,) uspe guzar karate hain!
G                       Em
Raah pe rahate hain, yaadon pe basar karate hain -
      C             D                     G
Khush raho aihley watan, hum to safar karate hain.


G            Em            C
Udate pairon ke taley jab, bahati hai zameen...
G            Em            C
Udate pairon ke taley jab, bahati hai zameen -
C              D            C          G
Mudke humaney, koyi manzil, dekhi hi nahi.
     C             D                      G
Raat din raahon pe hum, shaam-o-seher karate hain!
G                       Em
Raah pe rahate hain, yaadon pe basar karate hain -
      C             D                     G
Khush raho aihley watan, hum to safar karate hain.


G
Samma samma samma samma!
G
Samma samma samma samma!
G
Samma samma samma samma!


G          Em        C
Aise ujde aashiyane, tinke udh gaayein...
G          Em        C
Aise ujde aashiyane, tinke udh gaayein -
C            D          C             G
Bastiyon tak aate aate, raste mudh gaayein.
       C              D                        G
Hum theher jaayin jaanha, (ho,) usko sheher karte hain!
G                       Em
Raah pe rahate hain, yaadon pe basar karate hain -
      C             D                     G
Khush raho aihley watan, hum to safar karate hain.


EmoticonEmoticon