Pyaar Ki Yeh Kahani Suno (Honeymoon Travels) Guitar Chords

Chorus: {repeat 1+1}
Bbm                 Db
Pyaar ki yeh kahani suno!
         Ab            Bbm
Ek ladka tha, ek ladki thi.
Bbm                          Db
Hoti kya hai jawaani kya hai suno!
         Ab            Bbm
Ek ladka tha, ek ladki thi.
Bbm             Ab
Woh bhi ek daur tha,
            Fm
Waqt hi aur tha,
                 Bbm
Jab woh the ajnaabi.
Bbm           Ab
Dono tanah se the,
              Fm
Par woh kehte kise,
                 Bbm
Baat jo dil mein thi?


Post Chorus:
Bbm                 Db
Pyaar ki yeh kahani suno!
         Ab            Bbm
Ek ladka tha, ek ladki thi.
Bbm                          Db
Hoti kya hai jawaani kya hai suno!
         Ab            Bbm
Ek ladka tha, ek ladki thi.


Verse 1:
Bbm             Fm          Db
Gumsum, gumsum, rehte the dono;
Bbm                 Fm      Db
Phir bhi, dil mein, kehte dono.
Ab         Bbm           Fm
Koi sapna, hum bhi to paayein.
Bbm            Fm        Db
Ek din, tutay, ghum ke woh ghere,
Bbm               Fm     Db
Jhilmil, jhilmil, aaye savere,
Ab            Bbm     Fm
Masum, badla, jaagi fizaayein.
Bbm               Bbm
Woh mil gaye, woh khil gaye,
Bbm             Ab
Aur pyaar ho hi gaya!
Ab                Ab
Jo chaha, tha woh paya to,
Fm          Db
Hosh kho hi gaya!


Chorus: repeat


Verse 2:
Bbm           Fm     Db
Haule, haule, ab woh deewane,
Bbm             Fm     Db
Gungun, gayein, dil ke tarane,
Ab               Bbm     Fm
Sun sun, jhoome, saari hawaein!
Bbm               Fm         Db
Dhadkan, dhadkan, hai bhehki bheki;
Bbm              Fm         Db
Tanmaan, tanman, chahat hai mehki;
Ab           Bbm      Fm
Sapne, apne, jaddoo jagayein!
Bbm           Bbm
Inhe dekhoge, to janoge,
Bbm           Ab
Kya hai nasha pyaar ka!
Ab            Ab
Yehi sochoge, yehi chahoge,
Fm            Db
Sang rahe yeh sada.


EmoticonEmoticon