Kabhi Kabhi Aditi Zindagi (Jaane Tu...Ya Jaane Na) : Guitar Chords

Intro:
|Gm   |Gm   |Cm   |
|Gm   |Gm   |Cm   |


Verse1:
Gm             Gm               Cm
Kabhi kabhi Aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai.
Gm             Gm                Cm
Kabhi kabhi Aditi wo bichhar jaaye to ek sapna lagta hai.
Gm         Gm         Cm
Aise mei koi kaise apne aansu o ko behne se roke?
Cm          F         Gm
Aur kaise koi sochle everything’s gonna be ok?


Vrese2:
Gm               Gm                  Cm
Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi naa khushi aur naa mazaa.
Gm              Gm              Cm
Kabhi kabhi to lage har din mushkil aur har pal ek sazaa.
Gm         Gm          Cm
Aise mein koi kaise muskuraye, kaise hasde khush hoke?
Cm        F           Gm
Aur kaise koi sochle everything’s gonna be ok?


Interlude:
|Gm    |Cm    |G    |


Chorus1:
A#             Cm            A#
Soch jara jaaneja tujhko hum kitna chahte hai.
Gm                 F                     A#
Rotein hai hum bhi agar teri ankhon mein aansu aate hai.
Gm              Cm                 Cm               Gm
Gaane to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hai.
Cm                Cm                 F
Ke Aditi maan kabhi, kabhi saare jahan mein andhera hota hai;
Cm      Gm           F            F (slide to Gm)
Lekin raat ke baad hi to savera hota hai.


Verse1: repeat


Verse2: repeat


Chorus2:
A#                Cm               A#
Tu khush hai to lage ke jahan mein chhaayi hai khushi.
Gm          F              Gm
Suraj nikle baadlon se aur baatein zindagi.
Gm              Cm            Cm         Gm
Suun to jara madhosh hawa tujhse kehne lagi.
Cm                   Cm           F
Ke Aditi wo jo bichhad-te hai ek na ek din phir mil jaate hai;
Cm          Gm             F                   F (slide to Gm)
Aditi jaane tu ya jaane na phool phir khil jaate hai.


Verse1: repeat 


EmoticonEmoticon