Ek Haseena Thi (Karz) Guitar Chords

--Licks--

Basic Chorus:
G#            G#             A
E|-o---------------o-|------------o-|--
A|-o---------------o-|------------o-|--
D|-o---------------o-|------------o-|--
G|-o---------6-----o-|----------7-o-|--
B|-o--4h55-4---4-5-o-|-44-6-5-6---o-|--
e|-o---------------o-|------------o-|--


E|------------------|----------------------|--
A|-6h77---6---------|----------------------|--
D|----------6h77---6|----------------------|--
G|------------------|-5h66-5h6-------------|--
B|------------------|----------4-----------|--
e|------------------|-----------4h5-7-5-4-5|--


Basic Interlude:

E|------------------|----------------------|--
A|------------------|----------------------|--
D|------------------|--8-------------------|--
G|--6----6----6--6--|-6-685-568-6h8-88-----|--
B|-4-45-4-45-4-45---|----------------------|--
e|------------------|----------------------|--


Song Proper:
------------

Intro: |G#---|A---|G#---|A---| (play a fast DU fill)


Part 1:
G#              
Ek hasina thi; 
A
Ek deewana tha;
G#                      A    G# A    B  C#m   (G# C#m)
Kya umar, kya samaa, kya zamana tha..aa.aaa...
G#         
Ek hasina thi, hasina thi;
A
Ek deewana tha, deewana tha;
G#                      A    G# A    B  C#m   (G# C#m)
Kya umar, kya samaa, kya zamana tha..aa.aaa...

|C#m-G#-C#m|C#m-G#-C#m|


Part 2:
A               G#
Ek din woh mile, roz milne lage.
A               G#
Ek din woh mile, roz milne lage.
G#            A                 G#   
Phir mohabbat huyi, bas qayamat huyi.
C#m      
Kho gaye tum kahan, sunke yeh dastaan.
C#m
Log hairaan hain, kyunki anjaan hain.
C#m            A                G#
Ishq ki woh gali, baat jiski chali,
C#m                         A  C#m
Us gali mein, mera aana, jaana tha.


Part 3:
G#
Ek hasina thi;
A    C#m
Ek deewana tha.
C#m                                      C#m
Kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana  tha;
G#
Ek hasina thi;
A    C#m
Ek deewana tha.

|C#m-G#-C#m|C#m-G#-C#m|


Part 4:
G#
Oos hasin ne kaha, oos hasin ne kaha,
G#
Suno jaanewafa -
G#
Yeh falak, yeh zameen,
G#
Tere bin kuch nahin.
A          G#
Tujhpe marti hoon main,
A          G#
Pyaar karti hoon main.



Part 5:
A        G#  
Baat kuch aur thi,
A          G# 
Woh nazar-chor thi.
A           G#m
Uske dil mein chupi,
A         C#m
Chaah daulat ki thi.


Part 6:
C#m                         A  C#m
Pyaar ka woh, faqat, ek bahana tha.
G#
Ek hasina thi;
A    C#m
Ek deewana tha.
C#m                                  A   C#m
Kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana  tha;
G#
Ek hasina thi;
A    C#m
Ek deewana tha.

|C#m-G#-C#m|C#m-G#-C#m|


Part 7:
A
Bewafa yaar ne,
G#           A
Apne mehboob se,
G#           A
Aisa dhoka kiya. 
G#           A    
Aisa dhoka kiya - dhoka dhoka,
G#           A
Aisa dhoka kiya - dhoka dhoka,
G#           A
Aisa dhoka kiya, 
G#           A
Zaher usko diya.
G#            
Dhoka! dhoka! dhoka! dhoka! dhoka! dhoka!
G#           A
Zaher usko diya.

|Paly Lick: Interlude| X2


Part 8:
G#           A
Mar gaya woh jawan.
G#           A
Mar gaya woh jawan.
G#         A
Ab suno dastaan -
C#m         A
Janm leke kahin,
C#m
Phir woh pahucha wahin.
C#m          A
Shakl anjaan thi,
C#m
Aaql hairaan thi.


Part 9:
G#         A
Saamna jab hua,
G#         A
Saamna jab hua,
G#            A
Phir wahi sab hua.
A             C#m
Uspe yeh karz tha.
A             C#m
Uska yeh farz tha.
A                          C#m
Karz ko karz apna, chukana tha.


EmoticonEmoticon